Kaif Saifi Qadeeda : Ghar Ka Pata
Ghar Ka Pata ••••••••••••••••••••••• Ek gamgeen betha hua ladka Taal ke nukkad pe kai chai or cigarette pi jata hai in khayalon mei gum, ki kabhi kisi ne be-rang jindgi mei Ishq ke rang ghole the Kabhi kisi ne mohabbat ke khwaab dikhaye the Magar ab ye ek be-noor se Ghar mein kahin kisi taraf ek kamre mei, kamre ke ek kone mei Bikhra hua or aankhon se tapakte aanshuon se Ishq ko mout likhta hai or likhta hai ishq khoon mangta hai ... Shurkh aankhein hain or khud se khud ka pata puchhta hai ... K