Shadi ki zimmedari
Ek ghar me 7 Bhai rehte the aur unki maa Ye 5 saal pehle ki baat hai ,Ek jo Sab se
chota Bhai tha bahar kaam karta tha aur befikar ho ke azaad zindagi jeeta rehta tha lkn Ek din bade Bhai ki shaadi ki baat hui
jis ladki se Bhai ka rishta laga tha uske ghar
Mein Koi kamane wala nahi tha 5 bahen
Thi us ladki ki ghar ki sabse badi ladki Thi wo jiski shadi mere Bhai se honi Thi ladki ke Ek
cha cha the wo apni beti ki shaadi karrahe the to un ho ne mere ghar walo se shaadi ki baat ki unho ne Kaha meri beti ki shaadi karraha hun main agar meri beti ke saath meri bhatiji ki bhi ho jayegi shadi to Bahot Accha hoga kyo ki meri bhatiji ke yaha Koi kamane wala bhi nhi hai aur uske papa ki death ho chuki hai agar meri beti ke saath bhatiji ki bhi hoti hai to unhe khane pine ke liye kharch nhi Karna parega main khane pine ka kharch utha lunga
Bahot Accha hoga agar aap log meri bhatiji ki bhi shadi isi me karle to ,lekin ladke ke Bhai log nahi mane unhone kaha ham Abhi na