Home
Upload
Profile
0
Notification
Bookmark
History
Comment
Subscription
Earnings
Settings
Help

Terms
Privacy
Company
Contact
© 2026 Interhead, Inc.
baskadia

Baskadia

​
​

0 comments

​

Be the first to comment!

This post is waiting for your feedback.
Share your thoughts and join the conversation.

Kaif Saifi

FreeImage

Kaif Saifi ghazal | kaif saifi shayari

Yaad aata hai wo bachpan ka zamana aksar, Ek chhote se khilone pe machal jaana aksar. Na fikr-e-kal thi, na duniya ki khabar hoti thi, Wo bewajah hi hansna aur muskurana aksar. Chaho to laut aaye wo bachpan kisi tarah, Dil ye khwaab dekhta hai purana aksar. Wo baarishon mein kagaz ki kashtiyan banana, Wo paani mein khud hi khushi dhoondh lana aksar. Yaar ab lautkar wo daur kahan aayega, Dil ka beete hue lamhon pe pachhtana aksar. 'Kaif' bachpan to gaya, umr bhi dhalti gayi,

Kaif Saifi ghazal | kaif saifi shayari
K
K