ホーム
投稿
マイページ
0
通知
ブックマーク
履歴
コメント
サブスクリプション
収益
設定
ヘルプ

利用規約
プライバシー
運営会社
お問い合せ
© 2026 Interhead, Inc.
baskadia

Baskadia

​
​
すべて
画像
テキスト
トレンド
新着
ランキング
​

Kaif Saifi

無料画像

Kaif saifi shayari || Kaif Saifi

Kaif saifi shayari || Kaif Saifi
K
K

Kaif Saifi

無料画像

Gamgeen tanha aur udas bethe rehna , achha nahi hai ek kamre mei pade rehna || Kaif Saifi Ghazal

KAIF saifi ghazal

Gamgeen tanha aur udas bethe rehna , achha nahi hai ek kamre mei pade rehna || Kaif Saifi Ghazal
K
K

Kaif Saifi

無料テキスト

Kaif Saifi Ghazal : Ek Tarafa Ishq by kaif Saifi | kaif Saifi Ghazal | kaif Saifi

Pahle-pahal jab bo ruubaruu aaye to aankhein padi gain Baad-e-ishq zulfen sabari, unpe nazmein padi gain Ek tarfa Ishq tha mera , so unko khabar hi kya Unke liye Qaseede likhe gaye , ghazlein padi gain Tumko bhulane ki jab koi surat-e-hall na rahi Phir Mujhpe dam kiye gye , aayatein padi gain Ishq hai khuda ko pasand, Jo humne kiya to phir Humpe fatwe lagaye gaye, tareerein padi gain Aalam-e-ishq to ye hai ki laye umar imaan jab Sar-e-aam Khutbe sune gaye , namazein padi gain - Kaif Saifi

Kaif Saifi Ghazal : Ek Tarafa Ishq by kaif Saifi | kaif Saifi Ghazal | kaif Saifi
K
K

Kaif Saifi

無料テキスト

Kaif Saifi ghazal | kaif Saifi shayri | kaif Saifi

Yaad aata hai wo bachpan ka zamana aksar, Ek chhote se khilone pe machal jaana aksar. Na fikr-e-kal thi, na duniya ki khabar hoti thi, Wo bewajah hi hansna aur muskurana aksar. Chaho to laut aaye wo bachpan kisi tarah, Dil ye khwaab dekhta hai purana aksar. Wo baarishon mein kagaz ki kashtiyan banana, Wo paani mein khud hi khushi dhoondh lana aksar. Yaar ab lautkar wo daur kahan aayega, Dil ka beete hue lamhon pe pachhtana aksar.

K
K
人気のユーザー

人気のタグ