ホーム
投稿
マイページ
0
通知
ブックマーク
履歴
コメント
サブスクリプション
収益
設定
ヘルプ

利用規約
プライバシー
運営会社
お問い合せ
© 2026 Interhead, Inc.
baskadia

Baskadia

​
​

0 件のコメント

​

この投稿にコメントしよう!

この投稿にはまだコメントがありません。
ぜひあなたの声を聞かせてください。

Kaif Saifi

無料テキスト

Kaif Saifi ghazal | kaif Saifi shayri | kaif Saifi

Yaad aata hai wo bachpan ka zamana aksar, Ek chhote se khilone pe machal jaana aksar. Na fikr-e-kal thi, na duniya ki khabar hoti thi, Wo bewajah hi hansna aur muskurana aksar. Chaho to laut aaye wo bachpan kisi tarah, Dil ye khwaab dekhta hai purana aksar. Wo baarishon mein kagaz ki kashtiyan banana, Wo paani mein khud hi khushi dhoondh lana aksar. Yaar ab lautkar wo daur kahan aayega, Dil ka beete hue lamhon pe pachhtana aksar.

K
K