Corona kaal ke phele aur baad ke rishte
Mera naam sona hai aur mein ek housewife hu aur hum jharkhand ke rehne wale hai aur meri age 25yr hai aur itni si age mein bhot kuch experience kiya hai aise Corona kaal mein bhot hi mushkil time dekha hai jab sab kuch normal tha kahi bhi koi corona ka naam bhi nahi tha tab ghar ke rishte sab ek the par jab mushkil waqt aaya tab ek-ek rishte ki phechan ho gayi phele waqt mein baap-bete ke rishte the ,saas-bahu ke rishte the ,bhai-bhai ke rishte the par ab un rishto ki koi kimat .hi nahi hai na hi ab baap ko beta dikhai deta hai aur na hi bhai ko apna bhai aise time ne sab ki pehchan karwa di jab corona ne ek parivaar ko tabah kar diya aur us time mein baap-bete ke rishte ki sachayi pure samaj ke samne aa gayi jab covid mein unke bete ki death ho gayi aur us baap ne uski aur uske pariwaar ki koi chinta na karte huye apna swarth phele dekha . abho ke liye itna hi bata rahi hu agar aapko aage bhi ye post ki story padhni hai to aap mujhe comment kar ke bataye ,ye meri phehli post hai pls